Motherhood : Why Mother-Child Bond is so Damn Unique and Special?
April 21 2020
Maa ke liye kya likhu main, Maa ki hi likhavat hu main! Naa khuda ki naa mitti ki, Bas Maa ki banavat hu main! Bin bole kabhi woh ro deti hai, Meri galtiyon ko apne aansuo se dho deti hai. Kabhi gusse toh kabhi pyar se woh keh deti hai, Chahe kitni bhi badi ho galti, maaf muje woh kar deti hai. Na maangu main kuch par sab kuch woh deti hai, Bin puche meri mann ki baatein samaj leti hai. Dekh ke ghabaraya seene se laga leti hai, Pakad kar haath mera mujhe woh sula deti hai....
Read More...